KAAM DEV

Bebas thi meri rahe ....

Kya tere liye....

Main janta nhi...

Main manta nhi...main majboor tha....

Apne lliye....

 

Mjhe ehsaas tha.....

Apni bebasi ka........

Kya yeh teri yaadein thi.....

Ya meri kalpanayein....

Ya phir....ek jhootha vahem....

 

Kyun main judaaa hua hun teri baaon se....

Teri bematlabi iraadon se...

Teri asafal kamnaon se.....

Kya main tujhe chane laga hun....

Use jo hasil na honi h....

Jo sirf meri kalpanaon main basi h.....

Kya ya phir yeh ek justjun...h

Meri asafaltaon ki...

 

Main jaan gya hun...

Ab main pehchaan gya hun....

Kalyug ki kaamnaon.ko....

 

Jise pana h assan yahan.....

Woh tumhara pyaar nhi.....

Jise paana h sapna yahan.......

Woh asli pyaar yahn.....

 

Pyaar ki paribhaasha ......

jism ki pyaas h....

baar baar paas bulane wlla

insaani bhukh  h....

ya phir kch aur h

jiski paribhasaha smjhan ....

asaan nhi......

 

rooh se rooh ka Milan smjha tha maine......

par ab..rooh k ghar se pyaar karta hun...main...

main insaan nhi......kamnaaon ka kaamdev hn main....

 

View writerkrish's Full Portfolio