AAO KUCH KARTEY HAI!!!!!!

Aao kuch kartey hain......

 

Aao kch kartey hain...

Kuch andekha ....

Kuch anjaana....

Kuch aisa....jo har kisa ka dil kare....

Kuch waisa jo har kisi ka ghar kare....

Aao kuch kartey hain.....

 

Bhar lo apni muttiyan......

Takat ki urja se....

Kas lo apni kamar...

Chahat ki rassiyon  se.....

Aao kuch kartey hain...

 

Soch lo jee bhar kar aaj.....

Kar lo vimash aaj....

Kal  kranti ki subah h....

Kal  milani aankhen h...

Suraj ki kirano se...

Bemude iraadon se...

Aao kuch kartey h.....

 

Bhar lo apna dum pura....

Choo lo aasmaan pura......

Apna maksad karlo pura...

Lo apni azaadiyan chura.......

 

 

 

 

View writerkrish's Full Portfolio