Mere naseeb me baqi jara gumaan bhi nahi

Mere naseeb me baqi jara gumaan bhi nahi

Agar zameen bhi nahi meri asmaan bhi nahi

 

Jise shumaar kiya karta tha sitaaron me

Raha ab uska to baaqi nishaan bhi nahi

 

Tu lot aa me karunga gila na sikwa kuch

Jo fasle the kabhi ab wo darmiyaan bhi nahi

 

Me kar raha hoon ata muft me ye dil apna

Ata ye mol karega tumhe jahaan bhi nahi

 

Naya naya sa lage aisa kya likhoon azhar

Ke mere paas koi aisi dastaan bhi nahi

Author's Notes/Comments: 

Azhar Sabri (born January 10, 1990) is known for Urdu language poet, literary critic, writer and Shayar from India. Although he was born in Gaya, Bihar in India, Sabri attended school in public high school Raniganj, and was later sent to Mirza ghalib college Gaya, than completed degree with english (hons) from Magadh University

View azharsabri's Full Portfolio
tags: